Wednesday, February 20, 2008

karam

wah kiya zindagi hai insan kiya sochata , aur kiya hota hai, ishwer ki is banai is diniya mein kis tarah zindagi bitani hai yeh insan nahi janta, woh kewal karam karne ka adhikari hai aur kuchh nahi aap kiya sochte hai patta nahin lakin yeh 100 persant sahi hai.

No comments: