wah aaj bahut dino bad kuchh likh raha hui man theek nahin hai mein gar per hi hoon march chal raha hai bussness abhi nahin huha hai aaj bibi ka janam din hai dil khush hai ki woh theek hai our bhagwan se yahi vinati hai ki woh hamesha theek rahe mere liye woh sab kuchh hai kabhi kabhi sochta hoon ki uske bhagar meri kiya zindagi? bachoon ki jaldi shadi ho jaye our danda khul jaye to samaz mein kuchh aaye kher ishwer sab achha karega itna vishwas hai.
No comments:
Post a Comment